Baby Bewafa Video / Zee Music Original 2020


Zee Music Original / Baby Bewafa Video 

Singer – Goldie Sohel 
Lyrics – Kumaar
Release – Dce 26 , 2019

Mohabbat karke main pachtaaya soniye
Mohabbat karke main pachtaaya soniye

Samjha na tera iraada
Kar baitha ishq main zyada
Tere bin feel kiya to
Reh gaya ab main aadha

Kyun di hai yeh sazaa
Mujhko yeh bataa
Mujhko yeh bataa
Kya hai meri ghaltiyaan

Baby bewafa! baby bewafa!
Tune 100 dafa toda dil mera
Baby bewafa, baby bewafa
Tune 100 dafa toda dil mera

Mohabbat karke main pachtaaya soniye
Mohabbat karke main pachtaaya soniye

Main tere naal kitta pyar
Tu kitta karobaar
Main teinu dittiyan khushiyan
Tu de gayi gham hazaar

Main tere naal kitta pyar
Tu kitta karobaar
Main teinu dittiyan khushiyan
Tu de gayi gham hazaar

Rab da vaasta
Kyun badla raasta
Dass de tu zaraa
Kyun hai bezubaan

Baby bewafa, baby bewafa
Tune 100 dafa toda dil mera
Baby bewafa, baby bewafa
Tune 100 dafa toda dil mera

Mohabbat karke main pachtaaya soniye
Mohabbat karke main pachtaaya

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *