SUN ZARA LYRICS – Divyansh Verma

SUN ZARA LYRICS – Divyansh Verma – Divyansh Verma Lyrics

Singer Divyansh Verma
Music Sakshi Mohan Singh
Song Writer Himanshu Verma

SUN ZARA LYRICS – Divyansh Verma

Aa.. aa..

Ye mujhe kya ho gaya hai
Dil mera kyun kho gaya hai
Ye mujhe kya ho gaya hai
Dil mera kyun kho gaya hai

Bas tera chehera yaadon mein hai
Teri yaadein saath mein hain
Teri yaadon ke saaye mein chalta firun
Tere khwabon ko dil basaaye firun

Mere dil mein hain chhupa
Tu bhi aake sun zara
Mere dil mein hain chhupa
Tu bhi aake sun zara

Kitna sukoon hai inn yaadon mein
Har pal teri yaad dilaaye
Kitni suhaani teri baatein
Har pal mujhko yu tadpaaye

Aa..aa..

Kitna sukoon hai inn yaadon mein
Har pal teri yaad dilaaye
Kitni suhaani teri baatein
Har pal mujhko yu tadpaaye

Ye hawaayein keh rahi hai
Kya ishaare de rahi hai
Ye hawaayein keh rahi hai
Kya ishaare de rahi hai

Mere dil mein hain chhupa
Tu bhi aake sun zara
Mere dil mein hain chhupa
Tu bhi aake sun zara

Aa..aa…naa..aa..

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *